Quotes sms
Aslamoalaikam!
"Jis Kam ko Pura krny ki Taqat na ho Usay apny Zimay mat lo"
"Rasta puchny se Sharm Mehsus na kro, Warna Manzil kho Betho gy"
"Bila Zarurat koi Chez na Kharido Chahy woh Kitni hi Sasti kyun na ho"
"Kisi ko Haqarat ki Nazar se na Dekho, Ye Waqt Tum pr B aa skta hy"
"Kisi ka Raz Talash na kro, Agr Maalum ho jaye to Fash na kro"
"Kisi se Neki krty Waqt Badlay ki Tawaqu na Rakho Kyun k Achaaei ka Badla insan nhi Balky ALLAH deta hy.